Latest

Dahi Bhalla Recipe in Urdu

Dahi Bhalla Recipe in Urdu


 Ajza aur Mikdaar
  1. Daal mash Adha kilo
  2. Besan Adha kilo
  3. Zeera Adha tb sp
  4. Namak Hasb e zaroorat
  5. Dahi 1 kilo
  6. Chaat masala Hasb e zaroorat
  7. Hara dhania
  8. Hari mirch
  9. Podeena

 Bananay ka Tareeka
Dahi Bhalla Recipe in Urdu - lahorerecipes.blogspot.com
Dahi Bhalla Recipe in Urdu

Daal mash ko grind karlain or besan may mila dain or zeera namak paani daal kar achi tarhan miz karlain or phir frying pan may oil dalain or choolhay(stove) par rakh dain jab oil garam ho jaey tou 1 khanay kay chamchay kay saath mixture ko frying pan may dalain or halki aanch(flame) par fry karain jab bhalay fry ho jaey tou paani may 20 mnt kay liay bhigo dain 20 mnt kay baad bhalay paani say nikal kar dahi may daal dain or hari mirch hara dhania podeena kaat kar dalain or chaat masla bhi dalain aapkay mazedaar dahi bhalay tayar hain.
 

ALSO VISIT

Dahi Bhalla Recipe in English
Shrimps Fried Recipe in Urdu






No comments