Latest

Tandoori Chicken Recipe in urdu

Tandoori Chicken Recipe in urdu

AJZA AUR MIKDAAR









  1. Murghi 1.75 kg 4 piece 
  2. Dahi 2 tb sp
  3. Lehsan adrak ka paste 2 khanay kay chamach
  4. Laal mirch 1 khanay ka chamach
  5. Namak hasb e zaiqa
  6. Pisa hua zeera adha khanay ke chamach
  7. Garam masala adha khanay ke chamach
  8. Limoon  ka rus 2 khanay ke chamach
  9. Sooka dhania adha khanay ka chamach
Tandoori Chicken Recipe in urdu - lahorerecipes.blogspot.com


TARKEEB

Saray chicken ko 1 pateelay ya kisi bowl may daal dain or sab khanay ki ajza bhi daal dain or achi tarhaan mix karlain phr fridge may rakh dain 1 ghantay kayliay or apna tandoor jo gas ya bijli say chalta ho usy garam krain or us may yay chicken may piece rakh dain or intazar krain jab tak tayar nahi hojata....



ALSO VISIT

Chicken Biryani Recipe in Urdu
Beef Tikka Boti Recipe in Urdu


No comments